Discussion on XI & XII Annual Examination Pattern 2017
XI & XII Annual Examination Pattern 2017
- MCQs Paper Last 20 Minutes Main Diya Jayega.
- MCQs Last 3 Years Se Repeat Nahe Hungey.
- Tamam Groups K Lazmi SUbjects Ka Pattern Change Kiya Gaya Hai.
FIRST YEAR URDU
- Questions/Answers Ka Izafa Kiya Gaya Hai lekin Us Main AP K Paas Choice Hogi, Ap Q/A Ke Jaga Khulasa Bhi Likh Sakte Hain.
- 1 Question Ka Izafa Kia Gaya Hai (Muhawra (Idioms) or Asanf-e-Adab ke tareef me se apko koe ik Chez krni hge)
- Long Main Ik Choice Rakhi hai (Kisi Mushaerey Ka Ankho Dekha Haal)
SECOND YEAR URDU
- Section B Main 1 Question Ka Izafa Kia Gaya Hai Jis Main Apko Q/A Ya Kisi 2 Shair Ke Tashreeh Karni Hogi.
- Section C Main Mazmoon Ka Izafa Kia Gaya Hai Jo K Ap K Pas Choice Mai Hoga.
FIRST YEAR ENGLISH
- SECTION B Ko 4 Sections me divide kia gaya hai.
- Book-1 Means Prose Section Se Questions
- Book 2 Means Poem Section Se Questions
- Book 3 Means Drama Section Se Questions
- Grammar Se Questions
- SECTION C Main Character Sketch Wala Question Khatam kar Diya Gaya hai.
SECOND YEAR ENGLISH
- SECTION B Ko 4 Sections me divide kia gaya hai.
- Book-1 Means Prose Section Se Questions
- Book 2 Means Poem Section Se Questions
- Book 3 Means Drama Section Se Questions
- Grammar Se Questions
- SECTION C Main Character Sketch Ke Jaga Narration Add Kia Hai.
ISLAMIAT
- Differneces or Istilahat Hata Dye Gaye hain Us ke Jaga Q/A Add kia Hai.
- MCQs 10 kar Dye Gaye Hain or Translations ab 5 karne hongey pehle 4 karne the.
PAKISTAN STUDIES
- MCQs 10 kar Dye Gaye Hain or Short Q/A Ab 6 karne Hnge Pehle 5 karne the.
XI & XII BOTANY
- Section B Ko 2 Parts Main Divide Kia Gaya Hai. Pehle Part Main Apko Har Sawal Ka Answer 2 Lines Main Likhna Hoga or Dusre Part main APko 5 Lines Ka.
- Long Pattern Same Hai.
XI & XII ZOOLOGY
- Section B 2 Parts Main Divide kia gaya hai, REASONING & NON-REASONING Questions
- SECTION C Same Hai.
CHEMISTRY/PHYSICS
- Same Pattern Hai bs Srf Questions Ko Change Kar Sakte Hain.
MATHEMATICS/COMPUTER SCIENCE
- Main Medical Ka Student Hun, Is Lye Iska Nahe Pata.
Commerce/Arts
- COmmerce or Arts K Optional SUbjects Ka Pattern Old Hai Srf Compulsory Subjects Ka Change Howa Hai.
No comments:
Post a Comment